SC/ST Students Ko 2nd Division Lane Par 8000 Rupees Milega. E Kalyan Bihar scholarship 2020 10th Pass Chatro ke liye Develop kiya gaya eak Online Portal Hai.
Aaj Ke is Article me Aapko Sabkuch Detail me Samjhaya Gaya Hai. Bihar 10th Scholarship Ke Liye Online Apply Kaise Kare. Sab Kuch Step by Step Samjhaya Gaya Hai. Sabhi Log is Article ko Dhyanpurvak Padhe.
Bihar 10th Pass Scholarship 2020 Overview
Scheme
Name
|
Bihar 10 Pass
Scholarship 2020 (1st Division)
|
Launched
By
|
Government Of Bihar,
Bihar School Examination Board.
|
Beneficiary
|
Students
|
Mode
Of Application
|
Offline Mode
|
Application
Starts
|
End Of August
|
Last
Date
|
Update Soon
|
Benefit Amount
|
10000 For GEN,OBC,SC,ST
8000 Only For SC &ST (2nd Division )
|
- Bihar Scholarship New Website Apply Now (2019-20-21-22) Click Here
- Bihar 10th Pass Scholarship Students List Click Here
- Bihar Board 10th Pass Scholarship Latest Updates Ke Liye Click Kare
- Bihar Polytechnic 2021 Online Application Click Here
- Bihar 10th Pass Scholarship 2020 Check Status Click Here
Bihar Board 10th Scholarship 2020 Date
Bihar Government Ne Abhi Tak Officially koi Bhi Date Announce Nhi Kiya Hai. Lekin Hamare Sutro ki Mane To Bihar 10th Scholarship Ke Liye August Ke End Tak Offline Application Form Sabhi School's me Uplabdh Karwa Diya Jayega. Iske Liye Online Aap E-Kalyan Ke Website Par Apply Kar Ke Status Check Kar Sakte Hai. Aage is Post Me Sab Kuch Detail Me Bataya Hai, Bihar Scholarship Apply 2020, Bihar E-Kalyan Bihar Online Scholarship Yojna.Bihar 10th Pass Scholarship Application Form 2020
Jaisa ki Hamne Starting Me hi Bata Diya Hai Iske Liye Application Form Offline Mode Me Us School Se Bhara Jayega Jis School Se Aapn Ne Matric Pariksha Pass Kiya Hai. Offline Application Form Aapko School me Mil Jayega Usko Fill Karke Required Documents Proof's Aapko School Me Jama Karna Hoga. Kaun Sa Document Lagega Wo Bhi Hamne Aage Bataya Hai.
Scholarship Ki Rashi DBT Ke Madhyam Se Direct Student Ke Bank Account Me Transfer Kar Diya Jayega. Isliye Student Ka Kisi Bhi Bank Me Bank Account Hona Chahiye Aur Wo Bank Account Aadhar Card Se Link Jarur Hona Chahiye. Tab Hi Scholarship Ka Paisa Aapke Account Me Credit Hoga.
Eligibility Criteria
Sabhi Students Jo Bhi E-Kalyan Bihar 10th Scholarship Ka Labh Lena Chahte Hai. Wo Log Niche Diye Gaye Eligibility Criteria Dhyan Se Padhe.
- Is Scheme Ka Labh Keval 1st Division Se Matric Pass Baccho Ko Milega.
- Agar Aap SC/ST Category Se Ho to Aapko 2nd Division Lane Par Bhi 8000 Rupees Milega.
- Ye Scheme Keval 2020 Me Matric Pass Hue Students Ke Liye Hai.
Important Documents
- Passport Size Photograph
- 10th Marksheet
- Aadhar Card
- Cast Certificate
- Income Certificate
- Bank Passbook
Bihar 10th Pass Scholarship Online Application Process 2020
AapLogo Ko Hamne Upar me Already bata Diya Ha. Ye Scheme Keval un Logo Ke Liye Hai Jo 1st Division Se Matric Pass Kiye Ho. Student's E-Kalyan Bihar 10th Scholarship Ya Bihar Scholarship 2020 Ke Liye Niche Diye Gaye Step's Ko Follow Kar Ke Aavedan Kar Sakte Hai.
- Aap Jis School Me Padhte Ho Us Scholl Me Jakar Waha Se Eak Form Le.
- Uske Baad Apni Sabhi Detail's Jo Us Form Me Bharne Ko Kaha Gaya Hai Sahi-Sahi Fill Karna Hoga.
- Sabhi Jaruri Document's Jo List Me Hamne Bataya Hai. Wo Sabhi Application Form Ke Sath Attach Kar Le.
- Form Par Apna Passport Size Photograph Aur Signature Kar Ke For School Me Submit Karna Hoga.
- Submit Karne ke Baad Wait Kare Aapko Aapka Scholarship Aapke Account Me Aa Jayega.
Bihar 10th Scholarship Ka Paisa Kab Aayega 2020
Scholarship Ki Rashi Bihar Sarkar Dwara DBT Ke Madhyam Se Chatro Ke Bank Account Me Bhej Diya Jayega. Bihar Scholarship 2020 ki Rashi Students Ko Application Form Bharne Ke 1 Sal Baad Bank Account Me Bhej Diya Jayega. AAP Apne Scholarship Ka Status Online Check Kar Sakte Ho. Online Status Check Karne Ke Liye Aapko E-Kalyan Portal Par Jake Dekh Sakte Ho. Niche Detail me, Samjhaya Hai Kaise Aap Apne Scholarship ka Status Dekh Sakte Hai.
E-Kalyan Bihar Scholarship Status Kaise Check Kare
Sabhi Students Jisne Bhi Offline Application From Apne School Me Submit Kiya Hai Keval wo log Hi E-Kalyan Bihar Scholarship Ka Status Check Kar Sakte Hai. Niche Step By Step Samjhaya Hai. Kaise Aap Apne Scholarship Ki Rashi Ka Status Check Kar Sakte Hai.- Sabse Pahle Bihar E-Kalyan Ke Website Par Jaye
- Uske Baad Mukhiya Mantri Balak Balika Protsahan Rashi Select Kare
- Aapke Samne Ek Naya Page Open Hoga. Us Page Me Important Link's Ke Section Me Jaye.
- Uske Baad Click Here to View Application Status Par Click Kare.
- Apna Registration No Enter Kare Aur Search Kare
- AAP Apna Scholarship Ka Status Check Kar Payenge.
Bihar 10th Pass Scholarship 2020 Q&A
1. Bihar Scholarship Ka Form Kab Bhara Jayega?
Ans- August 2020 Ke End Me
2. Bihar Scholarship Ka Form Kaise Bhare?
Ans- Form Offline Bhara Jayega. Form Bharne Ke Liye Aap Article Read Kare Sab Kuch Samjhaya Hai.
3. Bihar Scholarship Ke Liye Kaun Aavedan Kar Sakta Hai.?
Ans- Waise Student's Jo Matric Pariksha 2020 me 1st Division Se Pass Kiye Ho.
4. Bihar Scholarship Ke Liye Kon Sa Document Lagega.?
Ans- Sabhi Jaruri Documents Ka List Hamne Article Me Bataya Hai. Kripya List Dekhe.
5. Bihar Scholarship Me Kitna Rupees Milega?
Ans- 1st Division Gen, Sc, St, Obc Ko 10000 Aur 2nd Division Sc, St Ko 8000 Rupees.
6. Bihar Scholarship Ka Paisa Kab Tak Aayega?
Ans- Scholarship Ki Rashi 1 Saal Baad Sabko Bank Me Bhej Diya Jayega.
7. Bihar Scholarship Ka Status Kaise Check Kare?
Ans- Aap Scholarship Ka Status E-Kalyan Ke Website Par Ja Ke Dekh Sakte Hai.
INFOAVI WORD'S
Dosto Aaj Ke Is Article Me Hamne Aapko Bihar 10th Pass Scholarship 2020 Ke Bare Me Kafi Jaruri Jankari Di Hai. Aise Hi Helpful Information Ke Liye INFOAVI Ko Visit Karte Rahe. Koi Bhi Sawal Ho To Comment Kare. Dhanyabad.
Kalyan Bibhag Scholarship Bihar Online Apply
BSEB 12th first division Scholarship 2020
Iska last date kab tak hai
ReplyDeleteBhupesh Kumar
ReplyDeletePaisa kab aega Abhi tk to aya hi nhi h
ReplyDelete2020ka fir aayega date
ReplyDeleteSir mera paisa nahi aaya hai kyu sir please sir send me sir mera account band ho gaya tha
ReplyDeleteReply me sir arbind kumar
ReplyDelete2020 first division bala paisa sir chahiye sir
ReplyDeleteReady for payment dikha raha hai sir please help kijie sir milega
ReplyDeleteAayega please batao sabhi ka paisa aa gaya hai paisa
ReplyDeletePp2237244@gmail.com
ReplyDeleteIss Tarah Bihar Gov. Bachcho Ko Scholarship Degi To Garib Bachche Aage Ki Study Kya Karenge.2020 Ka Scholarship ni Aaya Abhi Tak...
ReplyDelete