OFSS Bihar (11th) 1st Merit List 2021, Download OFSS Merit List

ofss bihar 11th merrit list 2020, ofss bihar merit list

OFSS Bihar 11th merit list 2020 bahut jald Bihar board dwara ghoshit Kiya jaega. Bihar inter namankan 2020 ka 1st merit list 4 August 2020 Ko Aane Wala tha. Parantu Kisi Karan Ofss Bihar Merit List 2021 Ab June 2021 ko Bihar Board dwara Jari Kiya Jayega. Yah Suchna Bihar board ke adhikariyon dwara Di gai hai.


BIHAR BOARD INTER ADMISSION 2020
ORGANIZATION
Bihar School Examination Board
OFFICIAL WEBSITE
CATEGORY
Admission
SESSION
2020-22
APPLY ONLINE
Download Merit List
2nd
3rd

DOWNLOAD 1ST INTIMATION LETTER  CLICK HERE 

Bihar Board 11th Merit list 2021

Doston Jaisa ki aap abhi Dekh Rahe Hain Corona mahamari ko Lekar Sabhi Sarkari Sanstha tatha Gair Sarkari Sanstha Pichhle 3 mahinon se lagatar band Pade Hain. Itna hi Nahin unlock down Karne ke bavjud Bihar mein fir se Bihar sarkar ne 15 Dinon ke liye lockdown Laga Diya. Jis vajah Se merit list ko Jari karne mein samay lag raha hai.

Adhikarik Suchna ke anusar Bihar board Apne Official website www.Ofssbihar.in par intermediate (11th) ka 1st merit list 7 August 2020 ko Jari Karega aur namankan prakriya 12 August 2020 Tak chalegi. Aapko yah Bata De ki 8 August Se Lekar 12 August ke bich sabhi chhatron ko Jis college mein Unka intimation Hua Hai usko college mein jakar jald se jald Apna admission Karva Lenge. Merit list Jari karne ki tithi mein Kuchh badlav Bhi Kiya Ja sakta hai is Baat Ka Dhyan rakhen.

OFSS BIHAR 1ST MERIT LIST DOWNLOAD KAISE KARE? 

Sabhi Students merit list OFSS Bihar ke official website se bade aasani se download Kar sakte hai. Niche hum ne bataya Hai Kis Tarah Se aap Bihar intermediate merit list 2020 kaise download kar sakte hai Sabhi step ko follow Karen aur merit list download, Karen. 

Download OFSS Bihar 11th Merit List Click Here

How to Download OFSS BIHAR (11th) Intimation Letter


  • Step 1: Go to the Office Website from Direct Link  Click Here

  • Step 2: Click On Student  Login Button 

  • Step 3: Enter Your Credentials ( Mobile no. & Password ) And Enter The Captcha & Click On Submit Button 

  • Step 4: Click on Download intimation Letter 

  • Step 5: Your intimation Letter will be Displayed on your Display Download the PDF and Take a Print For Further Reference.

Dosto Aap Sabhi in Steps ko Follow kar ke bade hi Aasani se Apna Intimanation Letter Download Kar Sakte Hai. OfSS Bihar ke official Website par hi ye admission letter available hai. 

Read Also

Post a Comment

Previous Post Next Post